Pages

Showing posts with label Armaan Malik. Show all posts
Showing posts with label Armaan Malik. Show all posts

Wednesday, 25 November 2015

Main Rahoon Ya Na Rahoon Mp3 Download Full Song Lyrics (Emraan Hashmi, Esha Gupta, Armaan Malik) Mp4 Video

Main Rahoon Ya Na Rahoon Mp3 Download (Emraan Hashmi, Esha Gupta, Armaan Malik)
Main Rahoon Ya Na Rahoon Mp3 Download (Emraan Hashmi, Esha Gupta, Armaan Malik)





Main Rahoon Ya Na Rahoon
Singer: Armaan Malik
Music: Amaal Malik
Lyrics: Rashmi Virag
Starcast: Emraan Hashmi, Esha Gupta




Main Rahoon Ya Na Rahoon Mp3 Full Song Lyrics




Main Rahoon Ya Na Rahoon
Tum Mujhme Kahin Baaki Rehna
Mujhe Neend Aaye Jo Akhiri

Tum Khwabon Mein Aate Rehna
Bas Itna Hai Tumse Kehna
Bas Itna Hai Tumse Kehna,2

Main Rahoon Ya Na Rahoon
Tum Mujhme Kahin Baaki Rehna
Kisi Roz Baarish Jo Aaye

Samajh Lena Boondon Mein Main Hoon
Subah Dhoop Tumko Sataaye
Samajh Lena Kirno Mein Main Hoon.2

Kuch Kahun Ya Na Kahun
Tum Mujhko Sadaa Sunn Te Rehna
Bas Itna Hai Tumse Kehna
Bas Itna Hai Tumse Kehna.2

Hawaaon Mein Lipta Huaa Main
Guzar Jaunga Tumko Chu Ke
Agar Mann Ho Toh Rok Lena
Tehar Jaunga In Labon Pe.2

Main Dikhoon Ya Na Dikhoon
Tum Mujhko Mehsoos Karna
Bas Itna Hai Tumse Kehna.4

Bas Itna Hai Tumse Kehna.4


Main Rahun Ya Na Rahun
Tum Mujh Mein Kahin Baaki Rehna.











Main Rahoon Ya Na Rahoon Full Song Video (Emraan Hashmi, Esha Gupta, Amaal Malik,Armaan Malik)

Thursday, 5 November 2015

Wajah Tum Ho Mp3 Download Full Song Lyrics (Hate Story 3) Mp4 Video

Wajah Tum Ho Mp3 Download (Hate Story 3)
Wajah Tum Ho Mp3 Download (Hate Story 3)




Wajah Tum Ho
Movie: Hate Story 3
Singer: Armaan Malik
Music: Baman
Lyrics: Manoj Muntashir




Wajah Tum Ho Full Song Lyrics



Kaise kahun ishq mein tere
Kitna hoon betaab main
Aankhon se ankhein mila ke
Chura loon tere khwab main.2

Mere saaye hai saath mein
Yaara jis jagah tum ho
Main jo jee raha hoon
Wajah tum ho

Wajah tum ho
Main jo jee raha hoon
Wajah tum ho
Wajah tum ho

Hai yeh nasha ya hai zeher
Is pyaar ko hum kya naam de
Hai yeh nasha ya hai zeher
Is pyaar ko hum kya naam de

Kab se adhuri hai ik dastaan
Aaja usse aaj anjam de
Tumhe bhuloon kaise mein
Meri pehli khata tum ho

Main jo jee raha hoon
Wajah tum ho
Wajah tum ho
Main jo jee raha hoon
Wajah tum ho

Wajah tum ho
Kya jaane tu mere iraade
Le jaunga saanse chura ke
Kya jaane tu mere iraade
Le jaunga saanse chura ke

Dil ke raha hai gunehgaar banja
Bada chain hai inn gunahon se aage
Main ghumshuda si raat hun
Meri khushnuma subah tum ho

Main jo jee raha hoon
Wajah tum ho
Wajah tum ho
Wajah tum ho.4








Wajah Tum Ho Full Song Video (Hate Story 3)
 

Blogger news

Blogroll

About