Pages

Showing posts with label Ho Mann Jahaan. Show all posts
Showing posts with label Ho Mann Jahaan. Show all posts

Sunday, 1 November 2015

Dil Pagla Mp3 Download Full Song Lyrics (Ho Mann Jahaan) Mp4 Video

Dil Pagla Mp3 Download (Ho Mann Jahaan)
Dil Pagla Mp3 Download (Ho Mann Jahaan)





Dil Pagla
Movie: Ho Mann Jahaan
Singer: Zebunissa Bangash
Lyrics: Zebunissa Bangash




Dil Pagla Full Song Lyrics



Dil Pagla kyun aaj itraya
Rabb jaane kyun yeh ithlaya
Dham dham dhadkan dil se bole
Panchiyo ke , saath tu ho le,
Teetar, mor, kabootar sare,
Jhoomenge tere sang pyare.2

Chamke-chamke rang sunhare
Aaj kyun chamke, shokh nazare
Aur bhi damke
Shor machaye payal,
Lakh chaloon chahe me tham-tham,tham-tham thamke.2

Saans nikli,toofan lehraye
Kya tare who chand le aaye
Rang nazare, chand aur tare
Jhoomenge tere sang pyare

Chalke-chalke pyar tera yun, chalke-chalke
Dekhoon main sapne kyun ab kal ke
Aese rangeelay pal mein paoon lutaun
Khushi mann bhar-bharke.2

Phoolon ne aalam mehkaya
Zarra-zara yun muskaya.2


Bela,champa,gulab,chameli,rangon ki sab khelein holi.2









Dil Pagla Full Song Video (Ho Mann Jahaan)

Dil Kare Mp3 Download Full Song Lyrics (Ho Mann Jahaan) Mp4 Video

Dil Kare Mp3 Download (Ho Mann Jahaan)
Dil Kare Mp3 Download (Ho Mann Jahaan)




Dil Kare
Movie: Ho Mann Jahaan
Singer: Atif Aslam
Music: Atif Aslam, Sarmad Ghafoor, Asad Ul Hafeez, Sameer Ahmed, Gumby
Lyrics: Asim Raza




Dil Kare Full Song Lyrics


Neend gayi chain gaya
Saawan bin rain gaya
Main jaanu kya hai ye raaz

Main naate tod aaya
Yaar kahin chhod aaya
Bin sargam jaise hon saaz

Neend gayi chain gaya
Saawan bin rain gaya
Main jaanu kya hai ye raaz

Par dil kare to kya kare
Par dil kare to kya.2

Mere dil ki raahein
Yun gumsum veeraan hain
Jaise hon ye bhi naaraaz

Dil unko yaad kare
Raatein barbaad kare
Par keh na paaye ye raaz

Mann kare bhulaa dun gile
Na rahein shiqve gile
Tujh ko doon aise aawaaz

Par dil karay to kya karay
Par dil karay to kya.2

Thay jin se dil ke waaste
Kyun ban gaye wo faasley

Par dil kare to kya kare
Par dil kare to kya.3







Dil Kare Full Song Video (Ho Mann Jahaan)

Barish Mp3 Download (Jimmy Khan) Full Song Lyrics (Ho Mann Jahaan) Mp4 Video

Barish Mp3 Download (Ho Mann Jahaan)
Barish Mp3 Download (Ho Mann Jahaan)




Barish
Movie: Ho Mann Jahaan
Singer: Jimmy Khan
Lyrics: Jimmy Khan




Barish Full Song Lyrics



Tum jo..
Raaton ko toh jaagti ho
Humein sulane se kyun darti..

Jab bhi..
Aa jaate hain tumhare saamne jo jin
Woh hum toh nahin..

Tum jo..
Apne se baatein karke
Ussi guftgu se chaunk jaati yun

Jab bhi..
Hum paas bulayein
Toh door bhaag jaati kyun..

Toh hichkicha ke na jiyo
Aasmaan se bol do
Ke baadlon se keh de ke.2

Baarish le aao..

Baadlon se keh de ke
Baarish le aao.3

Tum kya..
Deewaron se takra ke
jeena bhool gayi..
Ya phir in deewanon ke
tareekon se kya rooth gayi..

Toh dil jala ke na jiyo
Aasmaan se boldo baadlon se kehde ke
Dil jala ke na jiyo
Aasmaan se boldo baadlon se kehde ke
Baarish le aao

Baadlon se kehde ke
Baarish le aao.3
Baadlon se kehde ke bearish.3

Baarish le aao.








Barish (Jimmy Khan) Full Song Video (Ho Mann Jahaan)
 

Blogger news

Blogroll

About