Pages

Showing posts with label Ankit Tiwari. Show all posts
Showing posts with label Ankit Tiwari. Show all posts

Friday, 11 December 2015

Tu Mere Paas - Wazir Mp3 Download Full Song Lyrics (Ankit Tiwari) Mp4 HD Video

Tu Mere Paas - Wazir Mp3 Download (Ankit Tiwari) Mp4 HD Video
Tu Mere Paas - Wazir Mp3 Download (Ankit Tiwari) Mp4 HD Video




Tu Mere Pass
Movie: Wazir
Singer: Ankit Tiwari
Music: Ankit Tiwari
Lyrics: Manoj Mustashir
Music Label: T-Series




Tu Mere Paas - Wazir Full Song Lyrics



Main Hoon Aadha Mujh Mein
Baaki Aadha Hai Tu
Dil Mein Kam Hai Dhadkan
Yaara Zyaada Hai Tu

Bin Sune Sun Lunga Main
Bin Kahe Tu Kehna
Tu Mere Mere Paas Toh Hai Na O..
Tu Mere Mere Paas Toh Hai Na.








Tu Mere Pass - Wazir Full Song Video (Ankit Tiwari)

Wednesday, 9 December 2015

Sun Raha Hai Na Tu (Aashiqui 2) Mp3 Download Full Song Lyrics (Ankit Tiwari) Mp4 HD Video

Sun Raha Hai Na Tu (Aashiqui 2) Mp3 Download (Ankit Tiwari) Mp4 HD Video
Sun Raha Hai Na Tu (Aashiqui 2) Mp3 Download (Ankit Tiwari) Mp4 HD Video



Sun Raha Hai Na Tu
Movie: Aashiqui 2
Singer: Ankit Tiwari
Music: Ankit Tiwari
Lyrics: Sandeep Nath
Music Label: T-Series




Sun Raha Hai Na Tu (Aashiqui 2) Full Song Lyrics



Apne Karam Ki Kar Adaayein
Yaara, Yaaraa... Yaara!

Mujhko Iraade De
Kasamein De, Waade De
Meri Duaaon Ke Ishaaron Ko Sahaare De
Dil Ko Thikaane De
Naye Bahaane De
Khaabon Ki Baarishon Ko
Mausam Ke Paimane De
Apne Karam Ki Kar Adaayein
Kar De Idhar Bhi Tu Nigaahein

Sun Raha Hai Naa Tu
Ro Raha Hun Main
Sun Raha Hai Naa Tu
Kyun Ro Raha Hun Main.2

Manzilein Ruswa Hain
Khoya Hai Raasta
Aaye Le Jaaye
Itni Si Iltejaa
Ye Meri Zamanat Hai
Tu Meri Amaanat Hai Haan.

Apne Karam Ki Kar Adayein
Kar De Idhar Bhi Tu Nigaahein
Sun Raha Hai Naa Tu
Ro Raha Hoon Main
Sun Raha Hai Naa Tu
Kyun Ro Raha Hun Main

Waqt Bhi Thehara Hai
Kaise Kyun Ye Huaa
Kaash Tu Aise Aaye
Jaise Koi Duaa
Tu Rooh Ki Raahat Hai
Tu Meri Ibaadat Hai

Apne Karam Ki Kar Adaayein
Kar De Idhar Bhi Tu Nigaahein

Sun Raha Hai Naa Tu
Ro Raha Hoon Main
Sun Raha Hai Naa Tu
Kyun Ro Raha Hun Main.2

Yaaraa.










Sun Raha Hai Na Tu (Aashiqui 2) Full Song Video (Ankit Tiwari)

Friday, 13 November 2015

Ek Pal Mein Mp3 Download Full Song Lyrics (Bajirao Mastani) Mp4 Video

Ek Pal Mein Mp3 Download (Bajirao Mastani)
Ek Pal Mein Mp3 Download (Bajirao Mastani)




Ek Pal Mein
Movie: Bajirao Mastani
Singer: Ankit Tiwari
Starcast: Ranveer Singh, Deepika Padukone,Priyanka Chopra




Ek Pal Mein Full Song Lyrics





Coming Soon.





Link: Download Ek Pal Mein Mp3 Song (Bajirao Mastani)




Ek Pal Mein Full Song Video (Bajirao Mastani)

Friday, 30 October 2015

Behki Mp3 Download Full Song Lyrics (Yaara Silly Silly) Mp4 Video

Behki Mp3 Download (Yaara Silly Silly)
Behki Mp3 Download (Yaara Silly Silly)





Behki
Movie: Yaara Silly Silly
Singer: Mehak Suri, Shadaab Hussain
Music: Ankit Tiwari
Lyrics: Sandeep Nath
Starcast: Parambrata Chatterjee, Paoli Dam




Behki Full Song Lyrics



Angdaiya lene laga hai dil
Gudgudi si zara karne laga hai dil
Angdaiyan lene laga hai dil
Gudgudi si zara karne laga hai dil

Haath aage kar main chu lun asmaan
Chand pe bandhun main apna aashiyan
Behki ye chehki ye jeene ki adaaye
Aaj mujhpe zindagi fida.2

Neend mein soi khushiyan
Jaagi hai achanak
Manzilein jo rukhi thi
Bhaagi hai achanak.2

Apna karlun tamasha
Tere milne ka inaam woh hain
Behki ye chehki ye jeene ki adaayein
Aaj mujhpe zindagi fida.2

Aa.. Aa.. Aa..
Lamhon ki dhadkano mein
Taazgi hai achanak
Khwaabon ki guftgu mein
Saadgi hai achanak.2

Aaj daaman mein
Bhar loon ye jahan
Poori kar main apni marziyaan
Behki ye chehki ye jeene ki adaayein

Aaj mujhpe zindagi fida..
Behki ye chehki ye jeene ki adaayein
Aaj mujhpe zindagi fida.








Behki Full Song Video (Yaara Silly Silly)

Sathiya Mp3 Download Full Song Lyrics (Yaara Silly Silly) Mp4 Video

Sathiya Mp3 Download (Yaara Silly Silly)
Sathiya Mp3 Download (Yaara Silly Silly)




Sathiya
Movie: Yaara Silly Silly
Singer: Ankit Tiwari, Mehak Suri
Music: Ankit Tiwari
Lyrics: Sandeep Nath
Music On: Zee Music Company
Starcast: Paoli Dam, Parambrata Chatterjee




Sathiya Full Song Lyrics



Yoon toh zindagi se
Hoti thi mulaqaatein
Pehli baar ki hai
Zindagi ne mujhse baatein

Ajnabi saa ehsaas hai
Har pal ab toh khaas hai
Tum ban gaye jo sathiya
Saathiya..

Khwahishon mein phir se betaabiyan jagi
Hanste hanste hain aankhon mein nami
Hasratein bhi meri karne lagi thagi
Pairon ke neeche se nikli zameen

Ajnabi sa ehsaas hai
Har pal ab toh khaas hai
Tum ban gaye jo sathiya aa..
Saathiya..
Saathiya..








Sathiya Full Song Video (Yaara Silly Silly)
 

Blogger news

Blogroll

About