Pages

Showing posts with label Sandeep Nath. Show all posts
Showing posts with label Sandeep Nath. Show all posts

Wednesday, 9 December 2015

Sun Raha Hai Na Tu (Aashiqui 2) Mp3 Download Full Song Lyrics (Ankit Tiwari) Mp4 HD Video

Sun Raha Hai Na Tu (Aashiqui 2) Mp3 Download (Ankit Tiwari) Mp4 HD Video
Sun Raha Hai Na Tu (Aashiqui 2) Mp3 Download (Ankit Tiwari) Mp4 HD Video



Sun Raha Hai Na Tu
Movie: Aashiqui 2
Singer: Ankit Tiwari
Music: Ankit Tiwari
Lyrics: Sandeep Nath
Music Label: T-Series




Sun Raha Hai Na Tu (Aashiqui 2) Full Song Lyrics



Apne Karam Ki Kar Adaayein
Yaara, Yaaraa... Yaara!

Mujhko Iraade De
Kasamein De, Waade De
Meri Duaaon Ke Ishaaron Ko Sahaare De
Dil Ko Thikaane De
Naye Bahaane De
Khaabon Ki Baarishon Ko
Mausam Ke Paimane De
Apne Karam Ki Kar Adaayein
Kar De Idhar Bhi Tu Nigaahein

Sun Raha Hai Naa Tu
Ro Raha Hun Main
Sun Raha Hai Naa Tu
Kyun Ro Raha Hun Main.2

Manzilein Ruswa Hain
Khoya Hai Raasta
Aaye Le Jaaye
Itni Si Iltejaa
Ye Meri Zamanat Hai
Tu Meri Amaanat Hai Haan.

Apne Karam Ki Kar Adayein
Kar De Idhar Bhi Tu Nigaahein
Sun Raha Hai Naa Tu
Ro Raha Hoon Main
Sun Raha Hai Naa Tu
Kyun Ro Raha Hun Main

Waqt Bhi Thehara Hai
Kaise Kyun Ye Huaa
Kaash Tu Aise Aaye
Jaise Koi Duaa
Tu Rooh Ki Raahat Hai
Tu Meri Ibaadat Hai

Apne Karam Ki Kar Adaayein
Kar De Idhar Bhi Tu Nigaahein

Sun Raha Hai Naa Tu
Ro Raha Hoon Main
Sun Raha Hai Naa Tu
Kyun Ro Raha Hun Main.2

Yaaraa.










Sun Raha Hai Na Tu (Aashiqui 2) Full Song Video (Ankit Tiwari)

Friday, 30 October 2015

Behki Mp3 Download Full Song Lyrics (Yaara Silly Silly) Mp4 Video

Behki Mp3 Download (Yaara Silly Silly)
Behki Mp3 Download (Yaara Silly Silly)





Behki
Movie: Yaara Silly Silly
Singer: Mehak Suri, Shadaab Hussain
Music: Ankit Tiwari
Lyrics: Sandeep Nath
Starcast: Parambrata Chatterjee, Paoli Dam




Behki Full Song Lyrics



Angdaiya lene laga hai dil
Gudgudi si zara karne laga hai dil
Angdaiyan lene laga hai dil
Gudgudi si zara karne laga hai dil

Haath aage kar main chu lun asmaan
Chand pe bandhun main apna aashiyan
Behki ye chehki ye jeene ki adaaye
Aaj mujhpe zindagi fida.2

Neend mein soi khushiyan
Jaagi hai achanak
Manzilein jo rukhi thi
Bhaagi hai achanak.2

Apna karlun tamasha
Tere milne ka inaam woh hain
Behki ye chehki ye jeene ki adaayein
Aaj mujhpe zindagi fida.2

Aa.. Aa.. Aa..
Lamhon ki dhadkano mein
Taazgi hai achanak
Khwaabon ki guftgu mein
Saadgi hai achanak.2

Aaj daaman mein
Bhar loon ye jahan
Poori kar main apni marziyaan
Behki ye chehki ye jeene ki adaayein

Aaj mujhpe zindagi fida..
Behki ye chehki ye jeene ki adaayein
Aaj mujhpe zindagi fida.








Behki Full Song Video (Yaara Silly Silly)

Sathiya Mp3 Download Full Song Lyrics (Yaara Silly Silly) Mp4 Video

Sathiya Mp3 Download (Yaara Silly Silly)
Sathiya Mp3 Download (Yaara Silly Silly)




Sathiya
Movie: Yaara Silly Silly
Singer: Ankit Tiwari, Mehak Suri
Music: Ankit Tiwari
Lyrics: Sandeep Nath
Music On: Zee Music Company
Starcast: Paoli Dam, Parambrata Chatterjee




Sathiya Full Song Lyrics



Yoon toh zindagi se
Hoti thi mulaqaatein
Pehli baar ki hai
Zindagi ne mujhse baatein

Ajnabi saa ehsaas hai
Har pal ab toh khaas hai
Tum ban gaye jo sathiya
Saathiya..

Khwahishon mein phir se betaabiyan jagi
Hanste hanste hain aankhon mein nami
Hasratein bhi meri karne lagi thagi
Pairon ke neeche se nikli zameen

Ajnabi sa ehsaas hai
Har pal ab toh khaas hai
Tum ban gaye jo sathiya aa..
Saathiya..
Saathiya..








Sathiya Full Song Video (Yaara Silly Silly)

Friday, 23 October 2015

Charlie Kay Chakkar Mein-Title Song Mp3 Download Full Song Lyrics (Charlie Kay Chakkar Mein) Mp4 Video

Charlie Kay Chakkar Mein-Title Song Mp3 Download (Charlie Kay Chakkar Mein)
Charlie Kay Chakkar Mein-Title Song Mp3 Download (Charlie Kay Chakkar Mein)
Charlie Kay Chakkar Mein (Title Song)
Movie: Charlie Ke Chakkar Mein
Singer: Neha Kakkar, Abhijit Sawant
Music: Vishal, Seagel
Lyrics: Sandeep Nath


Charlie Kay Chakkar Mein (Title Song) Full Song Lyrics

Harpal hone lage karishmey
Dekho apne aap,
Hitler banke thagge yaha pe
Sabhi chavnni chaap,
Hey..
Harpal hone lage karishmey
Dekho apne aap,
Hitler banke thagge yaha pe
Sabhi chavnni chaap,
Shehar badnam ho raha hai,
Magar har kaam ho raha hai,
Emosion ka buisness bi dekho,
Khuleaam ho raha hai,
Ek ajab si hulchul hai,
Building se lekar chappar mein,
Charlie ke chakkar mein,
Ho..Charlie kay chakker mein,
Har pal nigahon mein hai,
Wo kiski baahon mein hai,
Jiski aadayein chalti hain yaha pe,
Saansein hain upar niche,
Fir bhi sab uske piche,
Koi na jaane kya uska pata re,
Kyu khushal hi ro raha hai,
Dhule kapre fir dho raha hai,
Ye raaton ka full operation,
Subah shaam ho raha hai,
Ek ajab si hulchul hai,
Building se lekar chappar mein,
Charlie ke chakkar mein,
Ho..Charlie kay chakker mein,
Nazrein sitaron pe hai,
Chalna angaron pe hai,
Calulation sabka ulta pulta hai,
Itraake rona bhi hai,
Ghabraake hasna bhi hai,
Sabko yaha drama karna padta hai,
Sach kirdaar kho raha hai,
Jhooth rishteydaar ho raha hai,
Relation ka har application,
Bebas bekar ho raha hai,
Ek ajab si hulchul hai,
Building se lekar chappar mein,
Charlie ke chakkar mein,
Ho..Charlie kay chakker mein



 Download Charlie Kay Chakkar Mein-Title Song Mp3 Song (Charlie Kay Chakkar Mein)

Charlie Kay Chakkar Mein Full Video Song (Charlie Kay Chakkar Mein)


 

Blogger news

Blogroll

About