Pages

Showing posts with label Ishq Ne Krazy Kiya Re. Show all posts
Showing posts with label Ishq Ne Krazy Kiya Re. Show all posts

Wednesday, 21 October 2015

Tu Dua Hai Dua Mp3 Download Full Song Lyrics (Ishq Ne Krazy KIya Re) Mp4 Video

Tu Dua Hai Dua Mp3 Download (Ishq Ne Krazy KIya Re)
Tu Dua Hai Dua Mp3 Download (Ishq Ne Krazy KIya Re)




Tu Dua Hai Dua
Movie: Ishq Ne Krazy Kiya Re
Singer: Mohd. Irfan
Music: Rishi Siddharth
Lyrics: Ravi Basnet



Tu Dua Hai Dua Full Song Lyrics



Tu Jo Keh De Agar 
To Main Jeena Chhod Doon
Bin Soche Ek Pal, 
Saans Lena Chhod Doon
Bin Soche Ek Pal, 
Saans Lena Chhod Doon

Naa Rahun, Naa Jeeun
Koi Lamha Tere Bin
Zindagi Hai Thami
Tujh Mein Hi Kahin

Tu Dua Hai Dua
Khwahishon Ki Dua
Khwahishon Ki Dua
Khwahishon Ki Dua
Khwahishon Ki Dua

Main Tera Aks Hoon
Tu Jahaan Main Wahin
Main Fanaa Hoke Bhi
Jeeunga Tujh Mein Hi

Khud Se Hi Hoon Judaa
Jaanta Hai Khuda
Tu Hi Tu Har Jagah
Main Yahaan Main Na Raha

Tu Duaa Hai Duaa
Khwahishon Ki Duaa
Khwahishon Ki Duaa
Khwahishon Ki Duaa
Khwahishon Ki Duaa

Kya Huaa, Kis Liye
Faasley Darmiyaan
Ye Bataa Ho Gayaa
Mujhse Kya Aisa Gunaah

Dard Kyun Hai Miley
Aise Ye Silsile
Aankhein Num Kyun Hui
Kyun Bhala Ye Be-Rukhi

Tu Dua Hai Dua
Khwahishon Ki Dua
Khwahishon Ki Dua
Khwahishon Ki Dua
Khwahishon Ki Dua.








Tu Dua Hai Dua Full Song Video (Ishq Ne Krazy Kiya Re)

Ishq Achchha Lagta Hai Mp3 Download Full Song Lyrics (Ishq Ne Krazy Kiya Re) Mp4 Video

Ishq Achchha Lagta Hai Mp3 Download (Ishq ne Krazy Kiya Re)
Ishq Achchha Lagta Hai Mp3 Download (Ishq ne Krazy Kiya Re)




Ishq Achchha Lagta Hai
Movie: Ishq Ne Krazy Kiya Re
Singer: Sreerama Chandra
Music: Tarun Rishi
Lyrics: Kulwant Garaia



Ishq Achchha Lagta Hai Full Song Lyrics


Betaabi Hai Junoon Hai
Pal Bhar Ka Na Sukoon Hai
Jhootha Hai Yeh Phir Bhi
Kitna Sacha Lagta Hai
Ishq Acha Lagta
Haan Ishq Acha Lagta


Kayi Sapne Yeh Dikhaye
Phir Pal Mein Tod Jaaye
Jhootha Hai Yeh Phir Bhi
Kitna Sacha Lagta Hai
Ishq Acha Lagta
Haan Ishq Acha Lagta


Dil Jo Hai Bechara Yeh
Shishe Ka Hai Saara Yeh
Pattharon Ki Galiyon Mein
Firta Hai Maara, Maara Yeh


Dil Jo Hai Bechara Yeh
Shishe Ka Hai Saara Yeh
Pattharon Ki Galiyon Mein
Firta Hai Maara, Maara Yeh


Kabhi Hanste Hanste Roye
Kabhi Jaage Jaage Soye
Jab Zidd Karta Hai To
Chhota Bacha Lagta Hai
Acha Lagta Hai
Haan Ishq Acha Lagta


Aankhon Mein Sharaare Bhi
Baaton Mein Ishaare Bhi
Thode Jhalle Hote Hai
Yeh Ishq Wale Saare Hi
Aankhon Mein Sharaare Bhi
Baaton Mein Ishaare Bhi
Thode Jhalle Hote Hai
Yeh Ishq Wale Saare Hi

Khud Sargamein Banaye
Aur Khud Hi Gungunaaye
Rote Hai Jab Koi
Sur Kachcha Lagta Hai
Acha Lagta Hai
Haan Ishq Acha Lagta

Ho
Betaabi Hai Junoon Hai
Pal Bhar Ka Na Sukoon Hai
Jhuta Hai Yeh Phir Bhi
Kitna Saccha Lagta Hai
Ishq Acha Lagta
Haan Ishq Acha Lagta.







Ishq Achchha Lagta Hai Full Song Video (Ishq Ne Krazy KIya Re)

Tere Bin Nahi Rehna Mp3 Download Full Song Lyrics (Ishq Ne krazy Kiya Re) Mp4 Video

Tere Bin Nahi Rehna Mp3 Download (Ishq Ne Krazy Kiya Re)
Tere Bin Nahi Rehna Mp3 Download (Ishq Ne Krazy Kiya Re)



Tere Bin Nahi Rehna
Movie: Ishq Ne Krazy Kiya Re
Singer: Krishna Beura, Shruti Pathak
Music: Tarun Rishi
Lyrics: Tarun Rishi
Label: T-Series



Tere Bin Nahi Rehna Full Song Lyrics



I Don't Wanna Live Without You Baby O
I Don't Wanna Live Without You Baby O


Tere Bin Nahi Rehna, Nahi Rehna
Tere Bin Nahi Rehna
Tere Bin Nahi Rehna



Tu Hi Meri Hai Aarzoo
Tu Hi Meri Hai Justjoo
Tujh Bin Kate Na Din
Kate Na Ik Raina


Tere Bin Nahi Rehna, Nahi Rehna
Tere Bin Nahi Rehna
Tere Bin Nahi Rehna
Tere Bin Nahi Rehna
Tere Bin Nahi Rehna



Yeh Zindagi Toh Tere Bin
Lagti Hai Jaise Ek Sazaa
Oh Nashtar Si Chubhti Har Khushi
Khanjar Sa Chubhta Har Mazaa


Tu Hi Meri Hai Roshni
Tu Jo Nahin Kuch Bhi Nahi
Tujh Bin Toh Ab Har Pal
Barse Mere Naina

Tere Bin Nahi Rehna, Nahi Rehna
Tere Bin Nahi Rehna
Tere Bin Nahi Rehna
Tere Bin Nahi Rehna
Tere Bin Nahi Rehna



Likh Loon Laqeeron Mein Tujhe
Chalta Nahi Par Bas Mera
Ho.. Tujhko Khuda Se Chheen Loon
Mill Jaaye Gar Woh Ik Dafaa


Tu Hi Meri Ik Pyaas Hai
Tujhse Judi Har Aas Hai
Tujh Bin Nahi Sabar
Naa Ik Pal Bhi Chaina

Tere Bin Nahi Rehna, Nahi Rehna
Tere Bin Nahi Rehna
Tere Bin Nahi Rehna
Tere Bin Nahi Rehna
Tere Bin Nahi Rehna.








Tere Bin Nahi Rehna Full Song Video (Ishq Ne Krazy KIya Re)

Kuch Dino Se Ik Junoon Hai Bakhuda Mp3 Download Full Song Lyrics Mp4 Video

Kuch Dino Se Ik Junoon Hai Bakhuda Mp3 Download (Ishq Ne Krazy Kiya Re)
Kuch Dino Se Ik Junoon Hai Bakhuda Mp3 Download (Ishq Ne Krazy Kiya Re)




Kuch Dino Se Ik Junoon Hai Bakhuda
Movie: Ishq Ne Krazy Kiya Re
Singer: Amitabh Narayan
Music: Lalit Pandit
Lyrics: Sameer Aujaan
Label: T-Series




Kuch Dino Se Ik Junoon Hai Bakhuda Full Song Lyrics



Jahan Ishq Hai
Uss Dar Pe Hai Meri Zindagi Ka Nishaan
Kehne Lagi
Meri Chahtein Rehta Hai Dilbar Jahan, Dil Wahan..




Kuch Din Se Ik Junoon Hai Bakhuda
Ek Pal Bhi Na Sukoon Hai Bakhuda
Honthon Pe Raat Din Hai Ye Duaa
Manzil Ko Dhoondh Lega Raasta


Aankhon Pe Mere Chhaya Hai Ummedon Ka Jahaan
Ab Uddke Main Chala Chhune Chala Khawabon Ka Aasman
Dil Befiqra Jeene Chala Ab Aayega Maza
Wo Mere Pichhe Hoga Zamana
Wo Gaaunga Aisa Tarana
Wo Mere Pichhe Hoga Zamana
Wo


Kaise Main Kar Doon Ye Qissa Bayaan
Koi Na Samjhega Dil Ki Zubaan
Dhadhkan Dhadkan Gaane Lagi Hai
Nagma Mohabbat Bhara
Toote Naa Ye Silsila


Aankhon Pe Mere Chhaya Hai Ummedon Ka Jahaan
Ab Uddke Main Chala Chhune Chala Khawabon Ka Aasman
Dil Befiqra Jeene Chala Ab Aayega Maza
Wo Mere Pichhe Hoga Zamana
Wo Gaaunga Aisa Tarana
Wo Mere Pichhe Hoga Zamana
Wo


Chahat Ka Jaadu Toh Chal Jaata Hai
Ye Aks Saanson Mein Dhal Jaata Hai
Ehsaan Mein Jo Ghul Gaya Hai
Wo Hai Tazurba Naya
Jispe Hua Main Fidaa

Aankhon Pe Mere Chhaya Hai Ummedon Ka Jahan
Ab Uddke Main Chala Chhune Chala Khawabon Ka Aasmaan
Dil Befiqra Ab Jeene Chala Ab Aayega Maza

Wo.








Kuch Dino Se Ik Junoon Hai Bakhuda Full Song Video (Ishq Ne Krazy Kiya Re)

Tadpaave Ishq Mein Mp3 Download Full Song Lyrics (Ishq Ne Krazy Kiya Re) Mp4 Video

Tadpaave Ishq Mein Mp3 Download (Ishq Ne Krazy Kiya Re) 
Tadpaave Ishq Mein Mp3 Download (Ishq Ne Krazy Kiya Re)



Tadpaave Ishq Mein
Movie: Ishq Ne Krazy Kiya Re
Singer: Sreerama Chandra, Palak Muchhal
Music: Altaaf Sayyed
Lyrics: Altaaf Sayyed




Tadpaave Ishq Mein Full Song Lyrics




Tadpaave Ishq Mein
Bairi Jiya O Rabba Ve


Tadpaave Ishq Mein
Bas Mera Haan Ab Kaha Ve


Tadpaave Ishq Mein
Jaane Hua Kab Se Shuru


Aissa Sitam Haye Re
Neendon Pe Hai Thehre Huwe


Tere Khwabon Ke Daayre
Sabse Hua Mehroom Ye


Jabse Tujhe Chahe Re
Haay Ishq Jo Kar Betha


Naino Pe Jo Mar Betha
Ik Pal Bhi Na Dil Ko Chain Aaye Re


Ik Pal Bhi Na Dil Ko Chain Aaye Re
Mujh Pe Hua Hai Jo Tera Asar



Aane Lagaa Ab Toh Sabko Nazar
Khamosh Hain Baatein, Chup Hai Zuban



Kehna Laggi Aakhein, Sab Kuch Magar
Jab Aisse Tu Sharmaye Re



Dil Ko Bada Dhadkaye Re
Jaane Na Jo Kar Jaye Tu Piya



Haay Ishq Jo Kar Betha
Naino Pe Jo Mar Betha



Ik Pal Bhi Na Dil Ko Chain Aaye Re
Ik Pal Bhi Na Dil Ko Chain Aaye Re


Haan Mere Labon Pe Hai
Shaam O Subah Ab Dastan Teri Qisa Tera


Shaamil Hai Tu Mujh Mein Kuch Iss Tara
Har Saans Mein Ab Hain Hisa Tera


Nazre Teri Behkaye Re
Haule Se Kuch Ke Jaye Re


Bechain Sa Re Jaaye Re Jiya
Haay Ishq Jo Kar Betha


Naino Pe Jo Mar Betha
Ik Pal Bhi Na Dil Ko Chain Aaye Re

Ik Pal Bhi Na Dil Ko Chain Aaye Re.









Tadpaave Ishq Mein Full Song Video (Ishq Ne Krazy Kiya Re)
 

Blogger news

Blogroll

About