Pages

Showing posts with label Sreerama Chandra. Show all posts
Showing posts with label Sreerama Chandra. Show all posts

Wednesday, 21 October 2015

Ishq Achchha Lagta Hai Mp3 Download Full Song Lyrics (Ishq Ne Krazy Kiya Re) Mp4 Video

Ishq Achchha Lagta Hai Mp3 Download (Ishq ne Krazy Kiya Re)
Ishq Achchha Lagta Hai Mp3 Download (Ishq ne Krazy Kiya Re)




Ishq Achchha Lagta Hai
Movie: Ishq Ne Krazy Kiya Re
Singer: Sreerama Chandra
Music: Tarun Rishi
Lyrics: Kulwant Garaia



Ishq Achchha Lagta Hai Full Song Lyrics


Betaabi Hai Junoon Hai
Pal Bhar Ka Na Sukoon Hai
Jhootha Hai Yeh Phir Bhi
Kitna Sacha Lagta Hai
Ishq Acha Lagta
Haan Ishq Acha Lagta


Kayi Sapne Yeh Dikhaye
Phir Pal Mein Tod Jaaye
Jhootha Hai Yeh Phir Bhi
Kitna Sacha Lagta Hai
Ishq Acha Lagta
Haan Ishq Acha Lagta


Dil Jo Hai Bechara Yeh
Shishe Ka Hai Saara Yeh
Pattharon Ki Galiyon Mein
Firta Hai Maara, Maara Yeh


Dil Jo Hai Bechara Yeh
Shishe Ka Hai Saara Yeh
Pattharon Ki Galiyon Mein
Firta Hai Maara, Maara Yeh


Kabhi Hanste Hanste Roye
Kabhi Jaage Jaage Soye
Jab Zidd Karta Hai To
Chhota Bacha Lagta Hai
Acha Lagta Hai
Haan Ishq Acha Lagta


Aankhon Mein Sharaare Bhi
Baaton Mein Ishaare Bhi
Thode Jhalle Hote Hai
Yeh Ishq Wale Saare Hi
Aankhon Mein Sharaare Bhi
Baaton Mein Ishaare Bhi
Thode Jhalle Hote Hai
Yeh Ishq Wale Saare Hi

Khud Sargamein Banaye
Aur Khud Hi Gungunaaye
Rote Hai Jab Koi
Sur Kachcha Lagta Hai
Acha Lagta Hai
Haan Ishq Acha Lagta

Ho
Betaabi Hai Junoon Hai
Pal Bhar Ka Na Sukoon Hai
Jhuta Hai Yeh Phir Bhi
Kitna Saccha Lagta Hai
Ishq Acha Lagta
Haan Ishq Acha Lagta.







Ishq Achchha Lagta Hai Full Song Video (Ishq Ne Krazy KIya Re)

Tadpaave Ishq Mein Mp3 Download Full Song Lyrics (Ishq Ne Krazy Kiya Re) Mp4 Video

Tadpaave Ishq Mein Mp3 Download (Ishq Ne Krazy Kiya Re) 
Tadpaave Ishq Mein Mp3 Download (Ishq Ne Krazy Kiya Re)



Tadpaave Ishq Mein
Movie: Ishq Ne Krazy Kiya Re
Singer: Sreerama Chandra, Palak Muchhal
Music: Altaaf Sayyed
Lyrics: Altaaf Sayyed




Tadpaave Ishq Mein Full Song Lyrics




Tadpaave Ishq Mein
Bairi Jiya O Rabba Ve


Tadpaave Ishq Mein
Bas Mera Haan Ab Kaha Ve


Tadpaave Ishq Mein
Jaane Hua Kab Se Shuru


Aissa Sitam Haye Re
Neendon Pe Hai Thehre Huwe


Tere Khwabon Ke Daayre
Sabse Hua Mehroom Ye


Jabse Tujhe Chahe Re
Haay Ishq Jo Kar Betha


Naino Pe Jo Mar Betha
Ik Pal Bhi Na Dil Ko Chain Aaye Re


Ik Pal Bhi Na Dil Ko Chain Aaye Re
Mujh Pe Hua Hai Jo Tera Asar



Aane Lagaa Ab Toh Sabko Nazar
Khamosh Hain Baatein, Chup Hai Zuban



Kehna Laggi Aakhein, Sab Kuch Magar
Jab Aisse Tu Sharmaye Re



Dil Ko Bada Dhadkaye Re
Jaane Na Jo Kar Jaye Tu Piya



Haay Ishq Jo Kar Betha
Naino Pe Jo Mar Betha



Ik Pal Bhi Na Dil Ko Chain Aaye Re
Ik Pal Bhi Na Dil Ko Chain Aaye Re


Haan Mere Labon Pe Hai
Shaam O Subah Ab Dastan Teri Qisa Tera


Shaamil Hai Tu Mujh Mein Kuch Iss Tara
Har Saans Mein Ab Hain Hisa Tera


Nazre Teri Behkaye Re
Haule Se Kuch Ke Jaye Re


Bechain Sa Re Jaaye Re Jiya
Haay Ishq Jo Kar Betha


Naino Pe Jo Mar Betha
Ik Pal Bhi Na Dil Ko Chain Aaye Re

Ik Pal Bhi Na Dil Ko Chain Aaye Re.









Tadpaave Ishq Mein Full Song Video (Ishq Ne Krazy Kiya Re)
 

Blogger news

Blogroll

About