Pages

Showing posts with label Kanika Kapoor. Show all posts
Showing posts with label Kanika Kapoor. Show all posts

Thursday, 3 December 2015

Super Girl From China Mp3 Download Full Song Lyrics (Sunny Leone, Kanika Kapoor) Mp4 Video

Super Girl From China Mp3 Download (Sunny Leone, Kanika Kapoor)
Super Girl From China Mp3 Download (Sunny Leone, Kanika Kapoor)





Super Girl From China
Singer: Kanika Kapoor, Mika Singh
Music: Kanika Kapoor
Lyrics: Shabbir Ahmed




Super Girl From China Mp3 Full Song Lyrics


Baby yeah!
Baby yeah!

I’m girl from China China China
Main main main super girl from China
China China China
Girl from China

Main main main super girl from China
Ho mundey mere looks pe mar gaye
Ho mundey mere chicks pe mar gaye
Ho mundey mere lips pe mar gaye

Etthe mar gaye re
Ho mundey mere style pe mar gaye
Ho mundey meri smile pe mar gaye
Ho mundey profile pe mar gaye

Etthe mar gaye re
Mere husn se, mere husn se
Mere husn se kat jaaye aaina
Main super girl from China.3

Re main super girl from China.3

Super girl from China China China
Main main main super girl from China
Ho mundey mere looks pe mar gaye
Ho mundey mere chicks pe mar gaye

Ho mundey mere lips pe mar gaye
Etthe mar gaye re
Ho mundey mere style pe mar gaye
Ho mundey meri smile pe mar gaye
Ho mundey profile pe mar gaye

Etthe mar gaye re
Mere husn se, mere husn se
Mere husn se kat jaaye aaina
Main super girl from China.3

Re main super girl from China.3

Super girl from China China China
Main main main
Super girl from China China China.4

Haaye aaja meri, aaja meri baahon mein
Kabse khada hoon raahon mein
Tere liye din raat main hoon crazy
Main superman tu super baby

Eyes teri kare bling bling baby
Tere pink lips pe main crazy
Bin tere pick on every wall
I love you, love you my baby doll
Baby doll, baby doll

Haan mera chann warga rang
Mera diamond sa ang
Main taan udti patang
Naa lagni hath main

Jo vekhe hoye behaal
Nai karni baat main
Mere husn se, mere husn se
Mere husn se kat jaaye aaina
Main super girl from China.2

Re main super girl from China.3

Main super girl from China
Hai kudiya tu sohni
Tere wargi na honi
Look tera manmohni

Ettho mar gaye re
Mere husn se, mere husn se
Mere husn se kat jaaye aaina
Main super girl from China.2

Tu super girl from China.2

Re main super girl from China
Main super girl from China
Girl from China.










Super Girl From China Full Song Video (Sunny Leone, Kanika Kapoor)

Friday, 6 November 2015

Mahek Leone Ki Mp3 Download Full Song Lyrics (Kanika Kapoor) Mp4 Video

Mahek Leone Ki Mp3 Download (Kanika Kapoor)
Mahek Leone Ki Mp3 Download (Kanika Kapoor)





Mahek Leone Ki
Singer: Kanika Kapoor
Music: Meet Bros, Anjjan
Lyrics: Coming Soon




Mahek Leone Ki Full Song Lyrics



Coming Soon.



Link: Download Mahek Leone Ki Mp3 Song (Kanika Kapoor)




Mahek Leone Ki Full Song Video (Kanika Kapoor)

Thursday, 5 November 2015

Neendein Khul Jati Hain Mp3 Download Full Song Lyrics (Hate Story 3) Mp4 Video

Neendein Khul Jati Hain Mp3 Download (Hate Story 3)
Neendein Khul Jati Hain Mp3 Download (Hate Story 3)





Neendein Khul Jati Hain
Movie: Hate Story 3
Singer: Meet Bros, Mika Singh, Kanika Kapoor
Music: Meet Bros
Lyrics: Shabbir Ahmed




Neendein Khul Jati Hain Full Song Lyrics



Ho tujhe chhoone ki azadi
Jo ni mil paati hai.2

Sapnon mein wo azadi
Mujhko mil jaati hai
Lekin sapnon mein bhi jab
Tujhko main hath lagaun

Uff neendein khul jaati hain
Ho tarti baatein kar karke
Tujhe sharm ni aati hai
Teri mummy aur teri sister

Kuchh na sikhlati hai
Izzat haye bach gayi meri
Rab ka hai shukar ke teri
Neendein khul jaati hain

Zara figure to chhone dedo
Teri chaal badal jaaye
Lab labon pe rakh ke dekho
Tera heart pighal jaaye

Zara figure to chhone dedo
Teri chaal badal jaaye
Lab labon pe rakh ke dekho
Tera heart pighal jaaye

Ho chhoti moti baatein ignore karke
Meri baahon ko bhar de zara
Ho apun to dilwale adore karke
Aaja jeene ka lele maza

Ho harqat yeh naughty teri
Meri samajh mein aati hai
Teri mummy aur teri sister
Kuchh na sikhlati hai

Izzat haye bach gayi meri
Rab ka hai shukar ke teri
Neendein khul jaati hain
Teri kissing hai baby killer

Love bite na ban jaaye
Teri neeyat se darti hoon main
Din night na ban jaaye
Teri kissing hai baby killer

Love bite na ban jaaye
Teri neeyat se darti hoon main
Din night na ban jaaye
Chhod de tu jhoota mootha flirt karna

Hath dho ke kyun peechhe pada
Achche se utarna main jaanti hoon
Love ka yeh fever jo tujhpe chadha
Haye promise har din kar karke

Kyun mukkar jaati hai
Phir dil mera uksaane
Sapnon mein aati hai

Lekin sapnon mein bhi jab
Tujhko main hath lagaun
Uff neendein khul jaati hain.









Neendein Khul Jati Hain Full Song Video (Hate Story 3)

Friday, 30 October 2015

Jab Chaye Tera Jadoo Mp3 Download (Full Song Lyrics (Main Or Charles) Mp4 Video

Jab Chaye Tera Jadoo Mp3 Download (Main Or Charles)
Jab Chaye Tera Jadoo Mp3 Download (Main Or Charles)




Jab Chaye Tera Jadoo
Movie: Main Or Charles
Singer: Kanika Kapoor
Music: Sanjeev Darshan
Lyrics: Ikram Basra




Jab Chaye Tera Jadoo Full Song Lyrics




Jab Chaye Mera Jadoo Koi Bach Na Paye, Ha
Jab Chaye Mera Jadoo Koi Bach Na Paye, Ha
Phoolon Ki Narmi Hoon Main
Sholon Ki Garmi Hoon Main
Phoolon Ki Narmi Hoon Main

Sholon Ki Garmi Hoon Main
Toofano Ki Halchal Hoon
Hawaon Ka Aanchal Hoon Main
Jo Dhoondhe Ho, Woh Paye
Phir Bhi Hath Na Aaye, Ha

Jab Chaye Mera Jadoo Koi Bach Na Paye Haye
Kabhi Main Dard Jagaati Hoon
Kabhi Main Zakhm Mitaati Hoon
Kabhi Main Dard Jagaati Hoon
Kabhi Main Zakhm Mitaati Hoon
Kabhi Main Raaz Chupaati Hoon

Kabhi Khud Raaz Ban Jaati Hoon
Dil Toote, Ho Saans Choote
Phir Bhi Tu Peechhe Aaye, Haye
Jab Chaye Mera Jadoo Koi Bach Na Paye Haye
Mujhse Tum Takrana Na

Aake Yahan Pachtana Na
Mujhse Tum Takrana Na
Aake Yahan Pachtana Na
Mera Badan Pighla Sona

Jaan Bhi Jaaye Khabar Ho Na
Yeh Masti, Nahin Sasti
Dilwala Hi Boli Lagaye, Ha
Jab Chaye Mera Jadoo Koi Bach Na Paye Ha!.








Jab Chaye Tera Jadoo Full Song Video (Main Or Charles)
 

Blogger news

Blogroll

About