Pages

Showing posts with label Main Or Charles. Show all posts
Showing posts with label Main Or Charles. Show all posts

Friday, 30 October 2015

Jab Chaye Tera Jadoo Mp3 Download (Full Song Lyrics (Main Or Charles) Mp4 Video

Jab Chaye Tera Jadoo Mp3 Download (Main Or Charles)
Jab Chaye Tera Jadoo Mp3 Download (Main Or Charles)




Jab Chaye Tera Jadoo
Movie: Main Or Charles
Singer: Kanika Kapoor
Music: Sanjeev Darshan
Lyrics: Ikram Basra




Jab Chaye Tera Jadoo Full Song Lyrics




Jab Chaye Mera Jadoo Koi Bach Na Paye, Ha
Jab Chaye Mera Jadoo Koi Bach Na Paye, Ha
Phoolon Ki Narmi Hoon Main
Sholon Ki Garmi Hoon Main
Phoolon Ki Narmi Hoon Main

Sholon Ki Garmi Hoon Main
Toofano Ki Halchal Hoon
Hawaon Ka Aanchal Hoon Main
Jo Dhoondhe Ho, Woh Paye
Phir Bhi Hath Na Aaye, Ha

Jab Chaye Mera Jadoo Koi Bach Na Paye Haye
Kabhi Main Dard Jagaati Hoon
Kabhi Main Zakhm Mitaati Hoon
Kabhi Main Dard Jagaati Hoon
Kabhi Main Zakhm Mitaati Hoon
Kabhi Main Raaz Chupaati Hoon

Kabhi Khud Raaz Ban Jaati Hoon
Dil Toote, Ho Saans Choote
Phir Bhi Tu Peechhe Aaye, Haye
Jab Chaye Mera Jadoo Koi Bach Na Paye Haye
Mujhse Tum Takrana Na

Aake Yahan Pachtana Na
Mujhse Tum Takrana Na
Aake Yahan Pachtana Na
Mera Badan Pighla Sona

Jaan Bhi Jaaye Khabar Ho Na
Yeh Masti, Nahin Sasti
Dilwala Hi Boli Lagaye, Ha
Jab Chaye Mera Jadoo Koi Bach Na Paye Ha!.








Jab Chaye Tera Jadoo Full Song Video (Main Or Charles)

Jee Lo Yaaron Mp3 Download Full Song Lyrics (Main Or Charles) Mp4 Video

Jee Lo Yaaron Mp3 Download (Main Or Charles)
Jee Lo Yaaron Mp3 Download (Main Or Charles)





Jee Lo Yaaron
Movie: Main Or Charles
Singer: Saugat Upadhaya
Music: Bally Grunge
Music Label: T-Series



Jee Lo Yaaron Full Song Lyrics



I'm feeling all right
I'm feeling all right
♪ ♫
♬ ♪ ♫ ♬
I'm feeling all right
Just ** tonight
Makes me go on, and on,
and on, and on yeah

Dekho dekho ye aa gaye hum kahaan
Hai badal chuka sab kuch yahaan
Aage hum hain pichhe saara jahaan
(aage hum, pichhe saara jahaan)

Na na jaane kya ho jaayega kal
Aur na gham ke aage pighal
Bas zindagi ke hain yehi do pal
Aisa na ho hathon se jaaye nikal

Jee lo yaaron jam ke jee lo yaaron
Ho hazaaron aafat hazaaron
Tod laao ambar se taaron ko

Kehte hain hum sun lo sahi
Chand kabhi tumhara tha hi nahi
Jhuthi baaton pe na karna yaqeen
Tumhare hi rang mein hai sab rangee

Jee lo yaaron jam ke jee lo yaaron
Ho hazaaron aafat hazaaron
Tod laao ambar se taaron ko

Jhoomo gaao jashn ye manaa lo
Zindagi ka jaam peelo yaaron
Tod laao ambar se taaron ko

Wo... ho..

Jo bhi chaahoge tum hoga wohi
Chhodo aao wo beete pal kahin
Nasha chadhne do roko nahin
Ke dhuein mein dikhta hai sacch kahin

Jee lo yaaron jam ke jee lo yaaron
Ho hazaaron aafat hazaaron
Tod laao amber se taaron ko

Jhumo gaao jashn ye mana lo
Zindagi ka jaam pi lo yaaron
Tod laao amber se taaron ko ho..

Jee lo yaaron jam ke jee lo yaaron
Ho hazaaron aafat hazaaron
Wo.







Jee Lo Yaaron Full Song Video (Main Or Charles)

Dekhe Meri Aankhon Mein Jo Mp3 Download Full Song Lyrics (Main Or Charles) Mp4 Video

Dekhe Meri Aankhon Mein Jo Mp3 Download (Main Or Charles)
Dekhe Meri Aankhon Mein Jo Mp3 Download (Main Or Charles)




Dekhe Meri Aankhon Me Jo
Movie: Main Or Charles
Singer: Saba Azad
Music: Aditya Trivedi
Lyrics: Kartik Chaudhary




Dekhe Meri Aankhon Mein Jo Full Song Lyrics



Jaan o meri jaan kyu ho khafa
Mere dil ki sun awaaz
Sun le, ab khul jayenge raaz
Dekhe meri aankhon mein jo chad jaaye nasha

Nazre mila ke dekh
Chaand par se aake dekh
Jaam dhundta hai tu kya
Ghum raaton ke o shehzaade ghum tera pata

Kaisi taank jhaank mein
Ye uljhi si talash mein
Shikaar dhundta hain tu kya
Shaam hain paheli yeh raat ajnabi si

Chayi becheniyan
Jaan bhi akeli koi tham le hatheli
Kyun yeh betabiyan
Dekhe meri aankhon mein jo chad jaaye nasha
Nazre mila ke dekh

Chaand par se aake dekh
Jaam dhundta hai tu kya
Khamoshiyaan bhi yeh
Teri bayan kare kahaani

Behki si behti si
Shaam ae jo thi ruhani
Shaam hain paheli yeh raat ajnabi si
Chayi becheniyan

Jaan bhi akeli koi tham le hatheli
Kyun yeh betabiyan
Dekhe meri aankhon mein jo chad jaaye nasha
Nazre mila ke dekh

Chaand par se aake dekh
Jaam dhundta hai tu kya
Ghum raaton ke o shehzaade ghum tera pata
Kaisi taank jhaank mein

Ye uljhi si talash mein
Shikaar dhundta hain tu kya
Dekhe meri aankhon mein jo chad jaaye nasha
Nazre mila ke dekh

Chaand par se aake dekh
Jaam dhundta hai tu kya.







Dekhe Meri Aankhon Mein Jo Full Song Video

Ya Rabba Mp3 Download Full Song Lyrics (Main Or Charles) Mp4 Video

Ya Rabba Mp3 Download (Main OR Charles)
Ya Rabba Mp3 Download (Main OR Charles)




Ya Rabba
Movie: Main Or Charles
Singer: Saugat Upadhaya
Music: Bally Grunge




Ya Rabba Full Song Lyrics



Ranjishein mohabbat hain
Khud pe hi hairaan hain hum
Dhunki aisi laagi hai
Zamaane mein badnaam hain hum

Teri raahon mein sajda karti hoon
Na bann tu sangdil
Meri rooh mein tu hi shamil hai
Tu hi meri manzil, o ho..

Ik aadat saa tu ban gaya hai (ban gaya hai)
Ya rabba kaisi preet hai
Jo maari maari main firti hoon
Kyun ishq mein kamli ho gayi main
Din rain main aahein ab bharti hoon
Dil baawra ho gaya hai

Dhadkan meri jashn pe bhi
Tujhko hi bas pukaare
Ye dil mera deewana

Maine kyun marz ye le liya hai
Khud ko kyun khud ko kyun
Dard ye de diya hai
Ye kasak kaisi hai
Dassta hai humraaton ka samaa

Teri fitrat mein bewafaai hai
Mere gham se tu anjaan
Tere ishq mein be-garari hai
Zidd tujhpe hai qurbaan
Teri chahat ka rang chadh gaya hai,
chadh gaya hai

Ya rabba kaisi preet hai
Jo maari maari main firti hoon
Kyun ishq mein kamli ho gayi main
Din rain main aahein ab bharti hoon
Dil baawra ho gaya hai

Ya rabba kaisi preet hai
Jo maari maari main firti hoon
Kyun ishq mein kamli ho gayi main
Din rain main aahein ab bharti hoon.2








Ya Rabba Full Song Video (Main Or Charles)

Monday, 26 October 2015

Woh Toh Yahin Hai Lekin Mp3 Download Full Song Lyrics (Main Or Charles) Mp4 Video

Woh Toh Yahin Hai Lekin Mp3 Download (Main Or Charles)
Woh Toh Yahin Hai Lekin Mp3 Download (Main Or Charles)





Woh Toh Yahin Hai Lekin
Movie: Main Or Charles
Singer: Jonita Gandhi
Music: Vipin Patwa
Lyrics: Dr Sagar
Label: T-Series




Woh Toh Yahin Hai Lekin Full Song Lyrics



Woh toh yahi hai lekin har koi usko dhunde,
Parwah nahi hai usko dil chahe jaan bhi chutte,
Khud ko manata rehta chahe ye duniya ruthe,
Neendon mein ghuss ke kare sapne barbaad,
Jismon aur jaan mein woh aise utar jayega,
Ainaa dekhiye to woh is sirf nazar aayega,
Woh toh yahi hai lekin har koi usko dhunde,
Neendon mein ghuss ke kare sapne barbaad,
Khud hi udaa kar sabke pankhon ko kaate woh,
Kaale fasaane likhta kaajal churake woh,
Khud ko sirf yaad rakhta duniya bhula ke woh,
Sadiyan bekhair daala lamhon mein aake woh,
Pankhon ko kaate pehle fir woh kare aazad,
Neendon mein ghuss ke kare sapne barbaad,





Woh Toh Yahin Hain Lekin Full Song Video

Neeli Bullet Mp3 Download Full Song Lyrics (Main Or Charles) Mp4 Video

Neeli Bullet Mp3 Download (Main Or Charles)




Neeli Bullet
Movie: Main Or Charles
Singer: Aditya Trivedi
Music: Aditya Trivedi
Lyrics: Kartik Chaudhry
Starcast: Randeep Hooda, Adil Hussain, Richa Chadda. Tisca Chpora




Neeli Bullet Full Song Lyrics



Sone ki nali se nikli ye neeli Bullet
Jalti sadak nikli ye neeli Bullet
Jhapki palak nik nikli ye neeli Bullet
Peecha karo ab nikli ye neeli Bullet

Are mand mand hawaaon mein
Tang tang chhoda tune
Bhang mein jo rang ye daala
Rang mein ye bhang hai daala
Kismat meri pair ke neeche
Chumbak meri tujhko kheenche
Aaja aaja peeche aaja
Try full power you can do it

Sone ki nali se nikli ye neeli Bullet
Jalti sadak nikli ye neeli Bullet
Jhapki palak nik nikli ye neeli Bullet
Peecha karo ab nikli ye neeli Bullet.2

Tu baitha dhaak mein
Wo betha taak mein
Dhool hai jo jhaunki usne
Teri aankh mein.2

Ab kisko samjhayega
Tu pichhe pichhe aayega
Bhaag daud ke choor choor
Hakka bakka reh jaayega

Bina warning nikli ye neeli Bullet
Good morning nikli ye neeli Bullet
Pichhe ki galli se nikli ye neeli Bullet
Peecha karo ab nikli ye neeli Bullet

Bina warning nikli ye neeli Bullet
Good morning nikli ye neeli Bullet
Pichhe ki galli se nikli ye neeli Bullet
Peecha karo ab nikli ye neeli Bullet.2









Neeli Bullet Full Song Video (Main Or Charles)
 

Blogger news

Blogroll

About