Pages

Showing posts with label Saugat Upadhaya. Show all posts
Showing posts with label Saugat Upadhaya. Show all posts

Friday, 30 October 2015

Jee Lo Yaaron Mp3 Download Full Song Lyrics (Main Or Charles) Mp4 Video

Jee Lo Yaaron Mp3 Download (Main Or Charles)
Jee Lo Yaaron Mp3 Download (Main Or Charles)





Jee Lo Yaaron
Movie: Main Or Charles
Singer: Saugat Upadhaya
Music: Bally Grunge
Music Label: T-Series



Jee Lo Yaaron Full Song Lyrics



I'm feeling all right
I'm feeling all right
♪ ♫
♬ ♪ ♫ ♬
I'm feeling all right
Just ** tonight
Makes me go on, and on,
and on, and on yeah

Dekho dekho ye aa gaye hum kahaan
Hai badal chuka sab kuch yahaan
Aage hum hain pichhe saara jahaan
(aage hum, pichhe saara jahaan)

Na na jaane kya ho jaayega kal
Aur na gham ke aage pighal
Bas zindagi ke hain yehi do pal
Aisa na ho hathon se jaaye nikal

Jee lo yaaron jam ke jee lo yaaron
Ho hazaaron aafat hazaaron
Tod laao ambar se taaron ko

Kehte hain hum sun lo sahi
Chand kabhi tumhara tha hi nahi
Jhuthi baaton pe na karna yaqeen
Tumhare hi rang mein hai sab rangee

Jee lo yaaron jam ke jee lo yaaron
Ho hazaaron aafat hazaaron
Tod laao ambar se taaron ko

Jhoomo gaao jashn ye manaa lo
Zindagi ka jaam peelo yaaron
Tod laao ambar se taaron ko

Wo... ho..

Jo bhi chaahoge tum hoga wohi
Chhodo aao wo beete pal kahin
Nasha chadhne do roko nahin
Ke dhuein mein dikhta hai sacch kahin

Jee lo yaaron jam ke jee lo yaaron
Ho hazaaron aafat hazaaron
Tod laao amber se taaron ko

Jhumo gaao jashn ye mana lo
Zindagi ka jaam pi lo yaaron
Tod laao amber se taaron ko ho..

Jee lo yaaron jam ke jee lo yaaron
Ho hazaaron aafat hazaaron
Wo.







Jee Lo Yaaron Full Song Video (Main Or Charles)

Ya Rabba Mp3 Download Full Song Lyrics (Main Or Charles) Mp4 Video

Ya Rabba Mp3 Download (Main OR Charles)
Ya Rabba Mp3 Download (Main OR Charles)




Ya Rabba
Movie: Main Or Charles
Singer: Saugat Upadhaya
Music: Bally Grunge




Ya Rabba Full Song Lyrics



Ranjishein mohabbat hain
Khud pe hi hairaan hain hum
Dhunki aisi laagi hai
Zamaane mein badnaam hain hum

Teri raahon mein sajda karti hoon
Na bann tu sangdil
Meri rooh mein tu hi shamil hai
Tu hi meri manzil, o ho..

Ik aadat saa tu ban gaya hai (ban gaya hai)
Ya rabba kaisi preet hai
Jo maari maari main firti hoon
Kyun ishq mein kamli ho gayi main
Din rain main aahein ab bharti hoon
Dil baawra ho gaya hai

Dhadkan meri jashn pe bhi
Tujhko hi bas pukaare
Ye dil mera deewana

Maine kyun marz ye le liya hai
Khud ko kyun khud ko kyun
Dard ye de diya hai
Ye kasak kaisi hai
Dassta hai humraaton ka samaa

Teri fitrat mein bewafaai hai
Mere gham se tu anjaan
Tere ishq mein be-garari hai
Zidd tujhpe hai qurbaan
Teri chahat ka rang chadh gaya hai,
chadh gaya hai

Ya rabba kaisi preet hai
Jo maari maari main firti hoon
Kyun ishq mein kamli ho gayi main
Din rain main aahein ab bharti hoon
Dil baawra ho gaya hai

Ya rabba kaisi preet hai
Jo maari maari main firti hoon
Kyun ishq mein kamli ho gayi main
Din rain main aahein ab bharti hoon.2








Ya Rabba Full Song Video (Main Or Charles)

 

Blogger news

Blogroll

About